MySql
MySQL ek dbms computer software jo data store, access and manage karne ki capability provide karta hai .
- MySQL ek free and open source relational database management system hai, ye rdbms 23 May 1995 me release hua tha
- MySQL software SQL (Structure Query Language) ka upyog kiya jata hai.
- MySQL c and c++ programming languages me likha gaya hai.
- MySQL bahut se operating systems in support karta hai jese windows, mac, linux, IBM, Symbian, SunOS aadi.
- MySQL ko ek swedin company ne create kiya tha jiske founder Swedes David Axmark hai.
- MySQL ko https://www.mysql.com/downloads/ se link kiya ja sakta hai.
Advantages of MySQL
MySQL ke advantages nimlikhit hai.
- Free and open source – es software ko internet se free me donwload kiya ja sakta jai, bina kisi charge ke.
- Backup and Recovery – MySQL backup avm recovery ki suvidha prodan karta hai.